Allah ki zaat nay Hazrat Ayub (A.S.) ko
bayshumar nematon se nawaza tha kiun k wo Allah k shukar guzar bandon main se
thay. Allah Pak nay un k sabar ko azmanay k liye tamam nematen wapis lay leen
aur unhen mukhtalif bemariyon main mubtila kar dia. Itni takleefon k bawajood
bhi unki zuban se na shukri ka aik lafz bhi na nikla balkay wo har takleef par
Allah ka shukar hi ada karte rahe. Hazrat Ayub (A.S.) nay 18 saal bemarion aur
takleefon ko bardasht kiya lakin jab unki pareshani hud se barh gai to unhon
nay Allah Pak ki bargah main muqadas kalmat talawat karne k baad bemari se
shifa k liye dua ki. Un muqadas kalmat k wasilay se na sirf unhen tamam
bimariyon se fori nijat mili balkay maal o dolat aur deegar nematen bhi phir se
ata hueen. Hamary Bazurgon k mutabiq Ambiya e Karam (A.S.) nay apni
zindagi main jitni bhi sakhtiyan, bimariyan aur mushkilat bardasht keen wo sirf
ham jesay gunehgar insanon ki rahnumai k liye keen k ham dua ki ehmiyat ko samajh
saken. Isi tarha Hazrat Ayub (A.S.) nay bimari se shafa k liye jin muqadas
kalmat ki talawat kar k Allah Pak se dua ki to us main raaz yehi tha k agar ham
bemar hon to Sehatyabi k liye inhi muqadas kalmat ka sahara lain.
Pray For All k Rohani Mahreen nay apnay
maraqbat k zariye Hazrat Ayub (A.S.) k un muqadas kalmat tak rasai hasil karne
k baad unko 21 mah tak makhsoos auqat main talawat farmaya jis se un muqadas
kalmat ka zabardast rohani faiz jari hua. Ye Naqsh (Rohani Bimari Ka
Ilaj) unhi muqadas kalmat ki rohaniyat se
tayar kia gaya hai jiski sab se bari khasiyat ye hai k har qisam ki
Rohani Bimari k asrat sirf 11 din k andr khatam ho jate hain. Ye Naqsh (Rohani Bimari Ka Ilaj) un afrad pr bhi azmaya gaya jin par koi dawai asar
nahi karti thi aur un Sayleen ko bhi pehnaya gaya jo mukhtalif Rohani Bimariyon
ko shikar thay lakin medical test report main koi bemari waziha nahi hoti thi
aur Allah ki rahmat se un Sayleen ko bhi sirf 11 din k andr Shafa mili. Agar
koi Sayel Shafa ka ye Naqsh (Rohani Bimari Ka Ilaj) ehed k zariye Free hasil karna chahta hai to
details k liye diye gaye Phone No par direct Contact kare ya Order Form ko Fill
kar k Submit kare.
Contact For Female 0323-7718185-7
Contact For Male 0323-4028555
skype ; pray.all